Tuesday, April 10, 2012

Aaj Ki Race

Since I am still feeling too lazy to write some actually meaningful posts (even though no one has ever accused me of writing ‘meaningful’ stuff), I thought I will borrow few couplets from Shahryar, famous urdu poet, Gyan peeth award 2008 winner and the man behind Umrao Jaan magic (off course old one) and share my view on the same (because this is one thing I can do anytime)
siine mein jalan aankhon mein tuufaan saa kyun hai

is shahar mein har shaKhs pareshaan saa kyun hai…

This soulful ghazal is from the movie Gaman (1979) composed by Jaidev and sung by Suresh Wadekar and off course pen down by Shahryar… Shaharyar ka matlab hota hai ‘Friend of the City’… apne naam ke saath kya wafa ki janaab ne apne shahar ka sacha haal bata kar… 1979 mein agar yeh haal that oh aaj 31 saal baad us jalan aur toofan ki rang-o-boo ka toh aap bakhoobi andazza laga sakte hain…
Jaate jaate…. Rat race ke is zamane ke liye main bhi kuch bayan karna chahta hoon…khaaskar dosto ke liye...
Yahan koi kisi ko koi raasta nahi deta,
mujhe gira ke tum samabhal sako toh chalo…

No comments:

Post a Comment